Monday, February 9, 2009

Talaash...


 
          Talaash...

Mausam chala hain pyaar ka..
samhaa bana hain ikrar ka..

dil-o-se dil main rahe hain..
pyaar ke geet chal rahe hain..!

iss bhid main akele khade hain hum..
lekar tanha dil..
tanha safar chal rahe hain hum..!

kaash hame bhi koi mil jaye..
kaash hame bhi kisi se pyaar ho jaye..!

Koi pari ya koi apsara..
dil-lagi ya koi dil-ruba..!

Duniya main aye toh akele hum..
Jate-Jate kisi ka dil hamse bhi lag jaye...!

kaash...

~~Shrenik Jain~~

0 comments:

Post a Comment